Urdu Jokes
| 5 Rupay Ka Jurmana |
|
|
|
| Written by Administrator |
| Wednesday, 22 February 2012 16:30 |
|
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara. Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge. Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya. Aur kaha. "Dono 5..5 rupay le lo. Mere paas khullay nahi hain.
Sent by:
Khan Atif Age: n/a Location: Karachi, Pakistan Yahoo Email Id: i_hate_love_boyy |



